Friday, September 19, 2008

Shayiris......

  • Jab kabhi main toot ke bikharta hoonmain khoob kahkahe ab lagata hoonapni barbadiyon ka manjar dekhkarDin raat fir Jashn main manata hoonhathon me aaj teri tasweer rakhkarToote sapne apne hathon se jalata hoon

  • lamho mein jo kat jae wo kya jindagiaansuo mein jo beh jae wo kya jindagijindagi ka to falsafa hi kuch aur haijo har kisi ko samajh aae wo kya jindagi

  • @@@ aaj apna lagta kyun begana sa haizameen hai sakhtaasmaan lagta kyun fasana sa haichodd chale tum mera sathaaj maut ka manjar lagta kyun suhana sa hai

  • muskuraahat ki khaatir muskuraana bhool gaya,,ik chaahat k liye,, saara zamaana bhool gaya,,reh gayi tanhaayi is dil k aashiyaane mein,,mai palkon ke paayedaano ko,, ashQon se sajaana bhool gaya,,

  • Dard jitna hai meri nigaho me,Paoge na utna kisi ki raho me,Bitani chahi the zindgi jiski baho me,Maut b na mil payi unki panaho me........

  • Ek raat wo mile khwab me, hamne pucha kyu thukraya apne Jab dekha to unki ankho me b aansu the, fir kaise puchte kyu rulaya aapne........

  • Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum... Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum.. Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa... Aur jamaane ki najar me bewafa ke naam se mashur huye hum...

No comments: